वो कहते हैं रंजिश की बातें भुला दें
वो कहते हैं रंजिश की बातें भुला दें
मुहब्बत करें, ख़ुश रहें, मुस्कुरा दें
जवानी हो गर जाविदानी तो या-रब
तेरी सदा दुनिया को जन्नत बना दें
शब-ए-वस्ल की बेख़ुदी छा रही है
कहो तो सितारों की शम्में भुझा दें
तुम अफ़सान-ए-कैस क्या पूछते हो
इधर आओ हम तुमको लैला बना दें
vo kahte haiṅ raṅjiśh kī bāteṅ bhulā deṅ
muhabbat kareṅ, khuśh raheṅ, muskurā deṅ
javānī ho gar jāvidānī to yā-rab
terī sadā duniyā ko jannat banā deṅ
śhab-e-vasl kī bekhudī chhā rahī hai
kaho to sitāroṅ kī śhammeṅ bhujhā deṅ
tum afsān-e-kais kyā pūchhte ho
idhar āo ham tumko lailā banā deṅ