Vo baaten teree vo fasaane tere

वो बातें तेरी वो फ़साने तेरे
Year
Language

वो बातें तेरी वो फ़साने तेरे
शगुफ़्ता-ए-शगुफ़्ता बहाने तेरे

बस इकरार-ए-सजदा मेरी क़ायनात
ज़बीनें तेरी आस्ताने तेरे

फ़क़ीरों का जमघट घड़ी दो घड़ी
शराबी तेरी बादाखाने तेरे

बहार-ओ-ख़िज़ा-ओ-कमनिगाहों के बैन
बुरे या भले सब ज़माने तेरे

vo bāteṅ terī vo fasāne tere
śhaguftā-e-śhaguftā bahāne tere

bas ikrār-e-sajdā merī qāynāt
zabīneṅ terī āstāne tere

faqīroṅ kā jamghaṭ ghaṛī do ghaṛī
śharābī terī bādākhāne tere

bahār-o-khizā-o-kamnigāhoṅ ke bain
bure yā bhale sab zamāne tere