Vo aankh se pilaa gaye

वो आँख से पिला गये
Year
Language

वो आँख से पिला गये पिला गये पिला गये
मस्तियाँ लुटा गये वो आँख से …

आये आये आ के सारा ग़म भुला गये
मस्तियाँ लुटा गये वो आँख से …

(बहार हमारी घर में आई
प्रेम की घटा झूमके छाई ) - 2
सोई प्राण में जागे उमंगें
जादुओं चला गये
आके सारा ग़म भूला गये
मस्तियाँ लुटा गये वो आँख से …

(प्यार का मीठा गीत सुनाया
शोखियोँ के मतलब को बताया) - 2
दिल के बाग में आ के एक बार
फूल सब खिला गये
आ के सारा ग़म भूला गये
मस्तियाँ लुटा गये वो आँख से …

vo āṇkh se pilā gaye pilā gaye pilā gaye
mastiyāṇ luṭā gaye vo āṇkh se …

āye āye ā ke sārā ġham bhulā gaye
mastiyāṇ luṭā gaye vo āṇkh se …

(bahār hamārī ghar meṅ āī
prem kī ghaṭā jhūmke chhāī ) - 2
soī prāṇ meṅ jāge umaṅgeṅ
jāduoṅ chalā gaye
āke sārā ġham bhūlā gaye
mastiyāṇ luṭā gaye vo āṇkh se …

(pyār kā mīṭhā gīt sunāyā
śhokhiyoṇ ke matalab ko batāyā) - 2
dil ke bāg meṅ ā ke ek bār
phūl sab khilā gaye
ā ke sārā ġham bhūlā gaye
mastiyāṇ luṭā gaye vo āṇkh se …