Title (Indic)सागर संग किनारे हैं फूलों संग बहारें हैं WorkVijaypath Year1994 LanguageHindi Credits Role Artist Music Anu Malik Performer Alka Yagnik Performer Kumar Sanu Writer Indivar LyricsHindiसागर संग किनारे हैं फूलों संग बहारें हैं ऐसे में तुम मेरे हो और हम तुम्हारे हैं सागर संग किनारे हैं … दिल जो हमारा था कल तक क्यूं वो किसी का होने लगा उसके तसव्वुर में दिन रैन जब दिल मेरा खोने लगा मेरी कसम है तुमको सनम दिल से जुदा न करना हम तुम दोनों ऐसे रहेंगे जैसे चाँद तारे हैं I promise तुम मेरे हो हम तुम्हारे हैं सागर संग किनारे हैं … हम हैं तुम हो और ये देखो रंग बिरंगी वादी है बारिश भी ठंडे मौसम में और भी आग लगाती है डर लगता है इन बातों से कुछ दूरी ज़रूरी है तन मन जब तक दोनों मिलें न प्यार की प्यास अधूरी है प्यार की बाज़ी में रब जाने क्या जीते क्या हारे हैं ओ जानम तुम मेरे हो हम तुम्हारे हैं सागर संग किनारे हैं … Englishsāgar saṅg kināre haiṅ phūloṅ saṅg bahāreṅ haiṅ aise meṅ tum mere ho aur ham tumhāre haiṅ sāgar saṅg kināre haiṅ … dil jo hamārā thā kal tak kyūṅ vo kisī kā hone lagā uske tasavvur meṅ din rain jab dil merā khone lagā merī kasam hai tumko sanam dil se judā na karnā ham tum donoṅ aise raheṅge jaise chāṇd tāre haiṅ I promise tum mere ho ham tumhāre haiṅ sāgar saṅg kināre haiṅ … ham haiṅ tum ho aur ye dekho raṅg biraṅgī vādī hai bāriśh bhī ṭhaṅḍe mausam meṅ aur bhī āg lagātī hai ḍar lagtā hai in bātoṅ se kuchh dūrī zarūrī hai tan man jab tak donoṅ mileṅ na pyār kī pyās adhūrī hai pyār kī bāzī meṅ rab jāne kyā jīte kyā hāre haiṅ o jānam tum mere ho ham tumhāre haiṅ sāgar saṅg kināre haiṅ …