वादियाँ वादियाँ रास्ते रास्ते
वादियाँ वादियाँ रास्ते रास्ते
मारे मारे फिरे हम तेरे वास्ते
आबशारों से पूछा कहाँ है सनम
और नज़ारों के जा जा के पकड़े क़दम
इन बहारों ने फ़र्माया क्या जानें हम
खा रहा है हमें अब जुदाई का ग़म
छाले पड़ते गये भागते भागते
मचली जायें लटें लिपटी जाये हवा
जलता जाये बदन रोती जाये वफ़ा
बेवफ़ा मत सता मिल भी जा आ भी जा
की ख़ता क्या बता क्यूँ ये दे दी सज़ा
आँखें पथरा गईं जागते जागते
vādiyāṇ vādiyāṇ rāste rāste
māre māre phire ham tere vāste
ābśhāroṅ se pūchhā kahāṇ hai sanam
aur nazāroṅ ke jā jā ke pakaṛe qadam
in bahāroṅ ne farmāyā kyā jāneṅ ham
khā rahā hai hameṅ ab judāī kā ġham
chhāle paṛte gaye bhāgte bhāgte
machlī jāyeṅ laṭeṅ lipṭī jāye havā
jaltā jāye badan rotī jāye vafā
bevafā mat satā mil bhī jā ā bhī jā
kī khatā kyā batā kyūṇ ye de dī sazā
āṇkheṅ pathrā gaīṅ jāgte jāgte