Title (Indic)छल-छल बहती ... माझी नैया ढूँढे किनारा WorkUphaar Year1971 LanguageHindi Credits Role Artist Music Laxmikant-Pyarelal Performer Mukesh Writer Anand Bakshi LyricsHindiको: छल-छल बहती जीवन धारा -2 माझी नैया ढूँढे किनारा ओ माझी नैया ढूँढे किनारा किसी न किसी की खोज में है ये जग सारा माझी नैया … कभी न कभी तो समझोगे तुम ये इशारा माझी नैया … ऐसी कोई मौज नहीं जिसको कोई खोज नहीं कोई न कोई तो हर किसी को लगता है प्यारा माझी नैया … जीवन पथ पर चलते हुए इक दिन थक कर चलते हुए कहीं न कहीं तो थाम लूँगा आँचल तुम्हारा माझी नैया … जैसे सीता-राम मिले जैसे राधा-श्याम मिले कभी न कभी तो मिलन होगा तुमसे हमारा माझी नैया … Englishko: chhal-chhal bahtī jīvan dhārā -2 mājhī naiyā ḍhūṇḍhe kinārā o mājhī naiyā ḍhūṇḍhe kinārā kisī na kisī kī khoj meṅ hai ye jag sārā mājhī naiyā … kabhī na kabhī to samjhoge tum ye iśhārā mājhī naiyā … aisī koī mauj nahīṅ jisko koī khoj nahīṅ koī na koī to har kisī ko lagtā hai pyārā mājhī naiyā … jīvan path par chalte hue ik din thak kar chalte hue kahīṅ na kahīṅ to thām lūṇgā āṇchal tumhārā mājhī naiyā … jaise sītā-rām mile jaise rādhā-śhyām mile kabhī na kabhī to milan hogā tumse hamārā mājhī naiyā …