Title (Indic)दर्पण को देखा, तूने जब जब किया सिंगार WorkUpaasna Year1971 LanguageHindi Credits Role Artist Music Kalyanji-Anandji Performer Mukesh Writer Indivar LyricsHindiदर्पण को देखा, तूने जब जब किया सिंगार फूलों को देखा, तूने जब जब आई बहार एक बदनसीब हूँ मैं मुझे नहीं देखा एक बार सूरज की पहली किरनों को, देखा तूने अलसाते हुये रातों में तारों को देखा, सपनों में खो जाते हुये यूँ किसी ना किसी बहाने तूने देखा सब संसार काजल की क़िस्मत क्या कहिये, नैनों में तूने बसाया आँचल की क़िस्मत क्या कहिये, तूने अंग लगाया है हसरत ही रही मेरे दिल में बनूँ तेरे गले का हार Englishdarpaṇ ko dekhā, tūne jab jab kiyā siṅgār phūloṅ ko dekhā, tūne jab jab āī bahār ek badansīb hūṇ maiṅ mujhe nahīṅ dekhā ek bār sūraj kī pahlī kirnoṅ ko, dekhā tūne alsāte huye rātoṅ meṅ tāroṅ ko dekhā, sapnoṅ meṅ kho jāte huye yūṇ kisī nā kisī bahāne tūne dekhā sab saṅsār kājal kī qismat kyā kahiye, nainoṅ meṅ tūne basāyā āṇchal kī qismat kyā kahiye, tūne aṅg lagāyā hai hasrat hī rahī mere dil meṅ banūṇ tere gale kā hār