Unke aage gham-e-dil chhupaa paraa

उनके आगे ग़म-ए-दिल छुपा पड़ा
Year
Language

उनके आगे ग़म-ए-दिल छुपा पड़ा
रो रहा था मगर मुस्कुराना पड़ा

आँखों-आँखों में आ जैसे सागर चले
मेरे साथों को भी लड़खड़ाना पड़ा

आज फूलों की बेगानगी देखकर
मुझको काँटों से दामन सजाना पड़ा

हम भी ज़िद पर 'शमीम्' अपनी आ ही गये
बिजलियों में नशेमन बनाना पड़ा

unke āge ġham-e-dil chhupā paṛā
ro rahā thā magar muskurānā paṛā

āṇkhoṅ-āṇkhoṅ meṅ ā jaise sāgar chale
mere sāthoṅ ko bhī laṛkhaṛānā paṛā

āj phūloṅ kī begāngī dekhkar
mujhko kāṇṭoṅ se dāman sajānā paṛā

ham bhī zid par 'śhamīm' apnī ā hī gaye
bijliyoṅ meṅ naśheman banānā paṛā