mujhko to kuchh kuchh hotā hai
kyā tumko bhī kuchh kuchh hotā hai
jo kuchh mujhko hotā hai
bolo aisā hī tumheṅ bhī kuchh hotā hai
āeṅgī bahāreṅ tum kyā karoge
chhāeṅgī fizāeṅ tum kyā karoge
miaṅ ghaṭāoṅ meṅ chhup jāūṇgī
are tumko nahīṅ mil pāūṇgī
jāoge tum jahāṇ jahāṇ pāoge mujhko vahāṇ vahāṇ
mujhko to kuchh kuchh …
bolo bolo laṛkoṅ na na na
barsegā sāvan kyā karoge
maiṅ dil meṅ kisī ko basā lūṇgī
sājan kahke apnā lūṇgī
chhupāo na mujhse kuchh dilbar
mujhko to kuchh kuchh …
pahle khāo tum qasam chhoṛoge na mujhko sanam
kisī aur ko tum na basāoge dil meṅ apne ai hamdam
khāte haiṅ ham rab kī qasam sāth raheṅge janm janm
mujhko to kuchh kuchh …