Tum mujhe yoon, bhulaa naa paaoge

तुम मुझे यूँ, भुला ना पाओगे
Year
Language

तुम मुझे यूँ भुला ना पाओगे
हाँ तुम मुझे यूँ भुला ना पाओगे
जब कभी भी सुनोगे गीत मेरे
संग संग तुम भी गुनगुनाओगे
हाँ तुम मुझे यूँ भुला ना पाओगे
हो तुम मुझे यूँ …

(वो बहारें वो चांदनी रातें
हमने की थी जो प्यार की बातें ) - 2
उन नज़ारों की याद आएगी
जब खयालों में मुझको लाओगे
हाँ तुम मुझे यूँ भुला ना पाओगे
हो तुम मुझे यूँ …

(मेरे हाथों में तेरा चेहरा था
जैसे कोई गुलाब होता है ) - 2
और सहारा लिया था बाहों का
वो शाम किस तरह भुलाओगे
हाँ तुम मुझे यूँ भुला ना पाओगे
हो तुम मुझे यूँ …

(मुझको देखे बिना क़रार ना था
एक ऐसा भी दौर गुज़रा है ) - 2
झूठ मानूँ तो पूछलो दिल से
मैं कहूंगा तो रूठ जाओगे
हाँ तुम मुझे यूं भुला ना पाओगे

जब कभी भी …

tum mujhe yūṇ bhulā nā pāoge
hāṇ tum mujhe yūṇ bhulā nā pāoge
jab kabhī bhī sunoge gīt mere
saṅg saṅg tum bhī gungunāoge
hāṇ tum mujhe yūṇ bhulā nā pāoge
ho tum mujhe yūṇ …

(vo bahāreṅ vo chāṅdnī rāteṅ
hamne kī thī jo pyār kī bāteṅ ) - 2
un nazāroṅ kī yād āegī
jab khayāloṅ meṅ mujhko lāoge
hāṇ tum mujhe yūṇ bhulā nā pāoge
ho tum mujhe yūṇ …

(mere hāthoṅ meṅ terā chehrā thā
jaise koī gulāb hotā hai ) - 2
aur sahārā liyā thā bāhoṅ kā
vo śhām kis tarah bhulāoge
hāṇ tum mujhe yūṇ bhulā nā pāoge
ho tum mujhe yūṇ …

(mujhko dekhe binā qarār nā thā
ek aisā bhī daur guzrā hai ) - 2
jhūṭh mānūṇ to pūchhlo dil se
maiṅ kahūṅgā to rūṭh jāoge
hāṇ tum mujhe yūṅ bhulā nā pāoge

jab kabhī bhī …