तुम मुझ से दूर चले जाना ना
तुम मुझ से दूर चले जाना ना
मैं तुम से दूर चले जाऊँगी
मैं थी अन्जान जी की बातों से
अन्जानी प्यार की बारातों से
डोली बनाअने चली थी मैं
अरथी बनी मेरे हाथों से
सोचा था प्यार कर के चोरी से
मैं तुम को बाँध लूँगी डोरी से
क्या था पता छुप जायेगा
चंदा यूँ रूठ के चकोरी से
क्या मेरी प्रीत बिरहा की मारी
आँसू में डूब गई चिंगारी
मैं तुम से हार गयी, तुम जीते
तुम मुझ से जीत गये, मैं हारी
तुम मुझ से दूर चले जाना ना
मैं तुम से दूर चले जाऊँगी
tum mujh se dūr chale jānā nā
maiṅ tum se dūr chale jāūṇgī
maiṅ thī anjān jī kī bātoṅ se
anjānī pyār kī bārātoṅ se
ḍolī banāane chalī thī maiṅ
arthī banī mere hāthoṅ se
sochā thā pyār kar ke chorī se
maiṅ tum ko bāṇdh lūṇgī ḍorī se
kyā thā patā chhup jāyegā
chaṅdā yūṇ rūṭh ke chakorī se
kyā merī prīt birhā kī mārī
āṇsū meṅ ḍūb gaī chiṅgārī
maiṅ tum se hār gayī, tum jīte
tum mujh se jīt gaye, maiṅ hārī
tum mujh se dūr chale jānā nā
maiṅ tum se dūr chale jāūṇgī