Tum bhee khoobsoorat ho au dil bhee

तुम भी ख़ूबसूरत हो औ दिल भी
Year
Language

तुम भी ख़ूबसूरत हो दिल भी ख़ूबसूरत है -2
इसलिए सब हसीनों में तुमसे मुझे मोहब्बत है
तुम भी ख़ूबसूरत …

जब भी गुस्सा करती हो कुछ और भी अच्छी लगती हो
चूड़ी के ये साज बजाकर और गज़ब कर जाती हो ओ
इन थिरकते क़दमों में नाचती क़यामत है -2
इसलिए सब हसीनों में …

चेहरे पर यूँ लट है जैसे चाँद के मुख पर बादल हो
काजल है इन आँखों में -2 या मयखाने में बोतल हो
गोरी हसीन बाहों में ज़िन्दगी की राहत है
इसलिए सब हसीनों में …

tum bhī khūbsūrat ho dil bhī khūbsūrat hai -2
islie sab hasīnoṅ meṅ tumse mujhe mohabbat hai
tum bhī khūbsūrat …

jab bhī gussā kartī ho kuchh aur bhī achchhī lagtī ho
chūṛī ke ye sāj bajākar aur gazab kar jātī ho o
in thirakte qadmoṅ meṅ nāchtī qayāmat hai -2
islie sab hasīnoṅ meṅ …

chehre par yūṇ laṭ hai jaise chāṇd ke mukh par bādal ho
kājal hai in āṇkhoṅ meṅ -2 yā maykhāne meṅ botal ho
gorī hasīn bāhoṅ meṅ zindgī kī rāhat hai
islie sab hasīnoṅ meṅ …