तुझे लागे ना नजरिया बिजूरिया
तुझे लागे ना नजरिया क्यूं न ओढ़े तू चुनरिया
ओ तुझे लागे ना नजरिया ओढ़ ले चुनरिया
तिरछी निगाहें मेरे दिल पे गिराएं रे बिजूरिया बिजूरिया
बिजूरिया बिजूरिया
हाय तेरा शरमाना तौबा तेरा इतराना
जो भी देखे हो जाए वो दीवाना तेरा
सोने जैसा तन तेरा उफ़ भोलापन तेरा
मुझको भी कर गया दीवाना तेरा
ओ सुन बांकी रे गुजरिया यही बोले है डगरिया
सुन बांकी रे गुजरिया बोले ये डगरिया
लचके कमरिया तो छलके गगरिया
कि लुटी रे बजरिया बिजूरिया बिजूरिया
नैन मतवाले ये बाल घुंघराले
ये भोले भाले दिल पे चलाएं छुरियां
महकी हवाएं भी यही गुनगुनाएं
कि दिल से दिल मिला ले आ मिटाएं दूरियां
ओ सुन बांकी रे गुजरिया ओ मैं हूं तेरा ही सांवरिया
ओ सुन बांकी रे गुजरिया तेरा ये सांवरिया
तुझपे ही मरता है नाम तेरे करता है
सारी उमरिया बिजूरिया बिजूरिया
ख्वाबों की तू रानी है गीतों की जवानी है
तेरे बिना अब कहीं लागे ना जिया
इतनी सी कहानी है तू ही ज़िंदगानी है
गोरिया ये तूने कैसा जादू है किया
ओ सुन बांकी रे गुजरिया ओ हां मेरी भोली सी बांवरिया
ओ सुन बांकी रे गुजरिया भोली सी बांवरिया
तेरी अंगड़ाई मेरे दिल को है भाई
छाई बनके बदरिया बिजूरिया बिजूरिया
ओ तुझे लागे ना नजरिया …
tujhe lāge nā najriyā kyūṅ na oṛhe tū chunriyā
o tujhe lāge nā najriyā oṛh le chunriyā
tirchhī nigāheṅ mere dil pe girāeṅ re bijūriyā bijūriyā
bijūriyā bijūriyā
hāy terā śharmānā taubā terā itrānā
jo bhī dekhe ho jāe vo dīvānā terā
sone jaisā tan terā uf bholāpan terā
mujhko bhī kar gayā dīvānā terā
o sun bāṅkī re gujriyā yahī bole hai ḍagriyā
sun bāṅkī re gujriyā bole ye ḍagriyā
lachke kamriyā to chhalke gagriyā
ki luṭī re bajriyā bijūriyā bijūriyā
nain matvāle ye bāl ghuṅghrāle
ye bhole bhāle dil pe chalāeṅ chhuriyāṅ
mahkī havāeṅ bhī yahī gungunāeṅ
ki dil se dil milā le ā miṭāeṅ dūriyāṅ
o sun bāṅkī re gujriyā o maiṅ hūṅ terā hī sāṅvriyā
o sun bāṅkī re gujriyā terā ye sāṅvriyā
tujhpe hī martā hai nām tere kartā hai
sārī umriyā bijūriyā bijūriyā
khvāboṅ kī tū rānī hai gītoṅ kī javānī hai
tere binā ab kahīṅ lāge nā jiyā
itnī sī kahānī hai tū hī ziṅdgānī hai
goriyā ye tūne kaisā jādū hai kiyā
o sun bāṅkī re gujriyā o hāṅ merī bholī sī bāṅvriyā
o sun bāṅkī re gujriyā bholī sī bāṅvriyā
terī aṅgaṛāī mere dil ko hai bhāī
chhāī banke badriyā bijūriyā bijūriyā
o tujhe lāge nā najriyā …