Too mere saath chal na paaegeemukesh gazal

तू मेरे साथ चल न पाएगीमुकेश गज़ल
Year
Language

तू मेरे साथ चल न पाएगी
जब मेरी राह तेरी राह से मिलती ही नहीं
फिर मेरा साथ निभाने की ज़रूरत क्‌या है
अपनी मासूम तमन्नाओं को रैबार ना बना
ख़्वाब फिर ख़्वाब हैं लबों की हक़ीकत क्‌या है
ये नई राह तुझे रास नहीं आएगी

मैने माना कि तुझे मुझसे मुहब्बत है मगर
मेरी गुर्बत तेरी चाहत का दिला क्‌या देगी
अपनी मेहरुमि-ए-किस्मत से परेशान हूँ मैं
बेबसी अश्क़-ए-नदामत के सिवा क्‌या देगी
वक़्त की धूप में हर चीज़ झुलस जएगी
तू मेरे साथ चल न पाएगी

tū mere sāth chal na pāegī
jab merī rāh terī rāh se miltī hī nahīṅ
phir merā sāth nibhāne kī zarūrat k‌yā hai
apnī māsūm tamannāoṅ ko raibār nā banā
khvāb phir khvāb haiṅ laboṅ kī haqīkat k‌yā hai
ye naī rāh tujhe rās nahīṅ āegī

maine mānā ki tujhe mujhse muhabbat hai magar
merī gurbat terī chāhat kā dilā k‌yā degī
apnī mehrumi-e-kismat se pareśhān hūṇ maiṅ
bebsī aśhq-e-nadāmat ke sivā k‌yā degī
vaqt kī dhūp meṅ har chīz jhulas jaegī
tū mere sāth chal na pāegī