Thahar jaao ke hairaanee to jaaye

थहर जाओ के हैरानी तो जाये
Year
Language

ठहर जाओ के हैरानी तो जाये
तुम्हारी शक़्ल पहचानी तो जाये

शब-ए-ग़म तू ही मेहमाँ बन के आ जा
हमारे घर की वीरानी तो जाये

ज़रा खुल कर भी रो लेने दो हमको
कि दिल की आग तक पानी तो जाये

बला से तोड़ डालो आईनों को
किसी सूरत ये हैरानी तो जाये

ṭhahar jāo ke hairānī to jāye
tumhārī śhaql pahchānī to jāye

śhab-e-ġham tū hī mehmāṇ ban ke ā jā
hamāre ghar kī vīrānī to jāye

zarā khul kar bhī ro lene do hamko
ki dil kī āg tak pānī to jāye

balā se toṛ ḍālo āīnoṅ ko
kisī sūrat ye hairānī to jāye