Teree baanhon men jo guzree bheegee raat sanam

तेरी बाँहों में जो गुज़री भीगी रात सनम्
Year
Language

( तेरी बाँहों में -2
जो गुज़री
भीगी रात सनम -2 ) -2
याद बहुत आती है -2
हर पल वो बरसात सनम
तेरी बाँहों में -2
जो गुज़री
भीगी रात सनम -2

ऊ मीठे-मीठे सपनों में तू खोई थी
मेरे सीने पे सर रख के सोई थी
इतने में बादल गरज़ा बिजली भी लहराई
ऐसे में तू डर के मेरे और पास चली आई
मैने चुन लिया -2
तेरा नाज़ुक हाथ सनम
तेरी बाँहों में हाय
तेरी बाँहों में
जो गुज़री
भीगी रात सनम -2

रोका मैने तुझको मैं दीवाना था
मगर तुझे अपने घर जाना था
वो बेताबी के लम्हे वो मस्ताना आलम
सोचता हूँ आ जाए फिर कभी ऐसा मौसम
भूला नहीं मैं -2
तेरी कोई
बात सनम -2
तेरी बाँहों में हाय
तेरी बाँहों में
जो गुज़री
भीगी रात सनम -2
याद बहुत आती है -2
हर पल वो बरसात सनम
हो
तेरी बाँहों में -2
जो गुज़री
भीगी रात सनम -3

( terī bāṇhoṅ meṅ -2
jo guzrī
bhīgī rāt sanam -2 ) -2
yād bahut ātī hai -2
har pal vo barsāt sanam
terī bāṇhoṅ meṅ -2
jo guzrī
bhīgī rāt sanam -2

ū mīṭhe-mīṭhe sapnoṅ meṅ tū khoī thī
mere sīne pe sar rakh ke soī thī
itne meṅ bādal garazā bijlī bhī lahrāī
aise meṅ tū ḍar ke mere aur pās chalī āī
maine chun liyā -2
terā nāzuk hāth sanam
terī bāṇhoṅ meṅ hāy
terī bāṇhoṅ meṅ
jo guzrī
bhīgī rāt sanam -2

rokā maine tujhko maiṅ dīvānā thā
magar tujhe apne ghar jānā thā
vo betābī ke lamhe vo mastānā ālam
sochtā hūṇ ā jāe phir kabhī aisā mausam
bhūlā nahīṅ maiṅ -2
terī koī
bāt sanam -2
terī bāṇhoṅ meṅ hāy
terī bāṇhoṅ meṅ
jo guzrī
bhīgī rāt sanam -2
yād bahut ātī hai -2
har pal vo barsāt sanam
ho
terī bāṇhoṅ meṅ -2
jo guzrī
bhīgī rāt sanam -3