तेरे कूचे में तेरा दीवाना आज दिल खो बैठा
( तेरे कूचे में तेरा दीवाना
आज दिल खो बैठा ) -2
तेरा दीवाना हूँ इन्कार नहीं
कैसे कह दूँ के मुझे प्यार नहीं
कुछ शरारत तेरी आँखों की भी है
मैं अकेला ही गुनहगार नहीं
( तूने माँगा तो ) -2 दिया नज़राना
तेरा दीवाना …
तू नहीं है तो अधूरा सा नज़र आता हूँ
आज अपने में बहुत तेरी कमी पाता हूँ
मुझको आवारा समझते हैं तेरे गाँव के लोग
तेरी सखियों में मैं बदनाम हुआ जाता हूँ
( हर ज़ुबाँ पर है ) -2 मेरा अफ़साना
तेरा दीवाना …
मुस्कराने की अदा भी क़ातिल
सर झुकाने की अदा भी क़ातिल
इश्क़ की बाँहों में आते-आते
लौट जाने की अदा भी क़ातिल
( कैसे क़ातिल से ) -2 हुआ याराना
तेरा दीवाना …
( tere kūche meṅ terā dīvānā
āj dil kho baiṭhā ) -2
terā dīvānā hūṇ inkār nahīṅ
kaise kah dūṇ ke mujhe pyār nahīṅ
kuchh śharārat terī āṇkhoṅ kī bhī hai
maiṅ akelā hī gunahgār nahīṅ
( tūne māṇgā to ) -2 diyā nazrānā
terā dīvānā …
tū nahīṅ hai to adhūrā sā nazar ātā hūṇ
āj apne meṅ bahut terī kamī pātā hūṇ
mujhko āvārā samajhte haiṅ tere gāṇv ke log
terī sakhiyoṅ meṅ maiṅ badnām huā jātā hūṇ
( har zubāṇ par hai ) -2 merā afsānā
terā dīvānā …
muskrāne kī adā bhī qātil
sar jhukāne kī adā bhī qātil
iśhq kī bāṇhoṅ meṅ āte-āte
lauṭ jāne kī adā bhī qātil
( kaise qātil se ) -2 huā yārānā
terā dīvānā …