Title (Indic)जवानी का आलम बड़ा बेखबर है ... दुपट्टे का पल्लू WorkTarkieb Year2000 LanguageHindi Credits Role Artist Music Adesh Shrivastava Performer Richa Sharma Writer Nida Fazli LyricsHindiजवानी का आलम बड़ा बेखबर है दुपट्टे का पल्लू किधर का किधर है कहीं है चुनरिया कहीं पे कमर है वो थोड़ी इधर है वो थोड़ी उधर है अरे ये जिधर है ज़माना उधर है जवानी का आलम … सुलगती ये साँसें धड़कती जवानी जिसे भी ये छू ले उसे कर दे पानी आ आ ये कैसी कसक है ये कैसी चुभन है ये नई उमर है ये नई लगन है अरे ये जिधर है … नच ले नच ले नच ले गोरिया अंग अंग से नच ले ये चंचल अदाएँ नशीली निगाहें खुलेआम चोरी करें दिल चुराएं लचकता बदन है फिसलती कमर है अरे ये जिधर है … Englishjavānī kā ālam baṛā bekhabar hai dupaṭṭe kā pallū kidhar kā kidhar hai kahīṅ hai chunriyā kahīṅ pe kamar hai vo thoṛī idhar hai vo thoṛī udhar hai are ye jidhar hai zamānā udhar hai javānī kā ālam … sulagtī ye sāṇseṅ dhaṛaktī javānī jise bhī ye chhū le use kar de pānī ā ā ye kaisī kasak hai ye kaisī chubhan hai ye naī umar hai ye naī lagan hai are ye jidhar hai … nach le nach le nach le goriyā aṅg aṅg se nach le ye chaṅchal adāeṇ naśhīlī nigāheṅ khuleām chorī kareṅ dil churāeṅ lachaktā badan hai phisaltī kamar hai are ye jidhar hai …