तन्हा दिल तन्हा सफ़र ... आँखों में सपने लिए
आँखों में सपने लिए घर से हम चल तो दिए
जानें ये राहें अब ले जाएंगी कहां
मिट्टी की खुश्बू आए पलकों पे आँसू लाए
पलकों पे रह जाएगा यादों का जहाँ
मंज़िल नई है अनजाना है कारवाँ
चलना अकेले है यहाँ
तन्हा दिल तन्हा सफ़र ढूंढे तुझे फिर क्यूं नज़र
तन्हा दिल तन्हा सफ़र …
दिलकश नज़ारे देखे झिलमिल सितारे देखे
आँखों में फिर भी तेरा चेहरा है जवां
कितनी बरसातें आईं कितनी सौगातें लाईं
कानों में फिर भी गूंजे तेरी ही सदा
वादे किए थे अपना होगा आशियाँ
वादों का जाने होगा क्या
तन्हा दिल तन्हा सफ़र …
āṇkhoṅ meṅ sapne lie ghar se ham chal to die
jāneṅ ye rāheṅ ab le jāeṅgī kahāṅ
miṭṭī kī khuśhbū āe palkoṅ pe āṇsū lāe
palkoṅ pe rah jāegā yādoṅ kā jahāṇ
maṅzil naī hai anjānā hai kārvāṇ
chalnā akele hai yahāṇ
tanhā dil tanhā safar ḍhūṅḍhe tujhe phir kyūṅ nazar
tanhā dil tanhā safar …
dilkaśh nazāre dekhe jhilmil sitāre dekhe
āṇkhoṅ meṅ phir bhī terā chehrā hai javāṅ
kitnī barsāteṅ āīṅ kitnī saugāteṅ lāīṅ
kānoṅ meṅ phir bhī gūṅje terī hī sadā
vāde kie the apnā hogā āśhiyāṇ
vādoṅ kā jāne hogā kyā
tanhā dil tanhā safar …