ko: ā ai ā
gorī paiṅjṇiyā utār chalī re
chorī se nadiyā ke pār chalī re
hāy gorī paiṅjṇiyā utār chalī re
chorī se nadiyā ke pār chalī re
koī dekh nā koī hai rāt soī-soī
are dekh nā koī hai rāt soī-soī
dekho harjāī sajṇā ke dvār chalī re
ko: haiyā -14
gorī paiṅjṇiyā utār chalī re
chorī se nadiyā ke pār chalī re
ko: ho o o ḍholā sārī rāt jāge-satāve
ḍholā nau tan aisā kaho koī lai āve
vaqt kā taqāzā hai dard kā fasānā hai
ho o o vaqt kā taqāzā hai dard kā fasānā hai
kaun kise samjhegā saṅgdil zamānā hai
aṇkhiyan se aṅsuvan kī dhār chale re
ko: ho ho ho
gorī paiṅjṇiyā utār chalī re
chorī se nadiyā ke pār chalī re
dekh nā koī hai rāt soī-soī
hāṇ āṇ āṇ
are dekh nā koī hai rāt soī-soī
dekho harjāī sajṇā ke dvār chalī re
ai ai ai ai
ko: haiyā -14
dūr baṛī maṅzil hai rāh baṛī muśhqil hai
hāṇ āṇ
dūr baṛī maṅzil hai rāh baṛī muśhqil hai
rāz koī jāne nā soch meṅ paṛā dil hai
āī bechārī lāchār chalī re
gorī paiṅjṇiyā utār chalī re
chorī se nadiyā ke pār chalī re
dekh nā koī hai rāt soī-soī
hāṇ āṇ
are dekh nā koī hai rāt soī-soī
dekho harjāī sajṇā ke dvār chalī re
ai ai ai ai
ko: haiyā -14
gorī paiṅjṇiyā
chorī se nadiyā
ko: haiyā -14
o ḍholā ḍholā