Title (Indic)हर अन्धेरे के पीछे ... हे ये है बोम्बय तोव्न् WorkSupari Year2003 LanguageHindi Credits Role Artist Music Sandesh Shandilya Performer KK Writer Javed Akhtar LyricsHindiहर अन्धेरे के पीछे इक सवेरा यहाँ हर सवेरे के पीछे एक अन्धेरा यहाँ है समन्दर किनारे शहर यूँ तो बसा ख़ुद भी जैसे समन्दर शहर है लग रहा शहर है एक समन्दर जैसे हालात का शहर है एक समन्दर कितने जज़्बात का आँसुओं की हैं मौजें मुश्क़िलों के भँवर जो नहीं तैर पाया रह गया डूब कर तूफ़ानी शहर है हर पल एक लहर है अमृत है ज़हर है मौत भी दे जीवन बिहि दे हे ये है bombay town -2 bombay ये है bombay town हे ये है bombay town कोई देखे जिधर भी कितने इन्सान हैं और सब के दिलों में कितने अरमान हैं कितने ग़म और ख़ुशियाँ पल रहे हैं यहाँ लोग ख़्वाबों के पीछे चल रहे हैं यहाँ ठोकरें खा रहे हैं अब इधर अब उधर इक इन्सानी जंगल जैसे है ये नगर तूफ़ानी शहर है हर पल एक लहर है अमृत है ज़हर है मौत भी दे जीवन भी दे हे ये है bombay town -2 bombay ये है bombay town हे ये है bombay town शाम है ना सवेरा दिन है ना रात है जाने कैसा ये पल है जाने क्या बात है कह रही हैं ये राहें कोई खोने को है कह रही हैं हवायें कुछ तो होने को है ग़म का लवा समेटे दिल है कब से दुखी फटने वाला है देखो अब ये ज्वालामुखी तूफ़ान तूफ़ानी शहर है तूफ़ान हर पल एक लहर है तूफ़ान अमृत है ज़हर है मौत भी दे जीवन भी दे हे ये है bombay town -4 bombay ये है bombay town -4 हे ये है bombay town -3 bombay ये है bombay town हे ये है bombay town Englishhar andhere ke pīchhe ik saverā yahāṇ har savere ke pīchhe ek andherā yahāṇ hai samandar kināre śhahar yūṇ to basā khud bhī jaise samandar śhahar hai lag rahā śhahar hai ek samandar jaise hālāt kā śhahar hai ek samandar kitne jazbāt kā āṇsuoṅ kī haiṅ maujeṅ muśhqiloṅ ke bhṇvar jo nahīṅ tair pāyā rah gayā ḍūb kar tūfānī śhahar hai har pal ek lahar hai amṛt hai zahar hai maut bhī de jīvan bihi de he ye hai bombay town -2 bombay ye hai bombay town he ye hai bombay town koī dekhe jidhar bhī kitne insān haiṅ aur sab ke diloṅ meṅ kitne armān haiṅ kitne ġham aur khuśhiyāṇ pal rahe haiṅ yahāṇ log khvāboṅ ke pīchhe chal rahe haiṅ yahāṇ ṭhokreṅ khā rahe haiṅ ab idhar ab udhar ik insānī jaṅgal jaise hai ye nagar tūfānī śhahar hai har pal ek lahar hai amṛt hai zahar hai maut bhī de jīvan bhī de he ye hai bombay town -2 bombay ye hai bombay town he ye hai bombay town śhām hai nā saverā din hai nā rāt hai jāne kaisā ye pal hai jāne kyā bāt hai kah rahī haiṅ ye rāheṅ koī khone ko hai kah rahī haiṅ havāyeṅ kuchh to hone ko hai ġham kā lavā sameṭe dil hai kab se dukhī phaṭne vālā hai dekho ab ye jvālāmukhī tūfān tūfānī śhahar hai tūfān har pal ek lahar hai tūfān amṛt hai zahar hai maut bhī de jīvan bhī de he ye hai bombay town -4 bombay ye hai bombay town -4 he ye hai bombay town -3 bombay ye hai bombay town he ye hai bombay town