सुनो जी तुम, तुम बड़े वो हो
सुमन: हाँ
किशोर: क्या?
सुमन: (सुनो जी तुम
हो तुम बड़े वो हो) - 2
तुमसा देखा ना हमने दीवाना कोई
किशोर: (चलो माना
हो हम बड़े वो हैं) - 2
हम बुरे या भले आप ही के तो हैं
सुमन: सुनो जी तुम …
सुमन: ऐसी बात बनाते हो
जान मेरी ले जाते हो
अब तुमसे कौन लड़े
रात को नींद चुराते हो
दिन को ख़्वाब दिखाते हो
अब तुमसे कौन लड़े
किशोर: (देखो जी देखो
हम पे ना ऐसा दोश धरो) - 2
सुमन: सुनो जी तुम …
किशोर: चलो माना …
किशोर: सामने जब आ जाती हो
आँखों पर छा जाती हो
ओ मेरी जान-ए-बहार
दिल मेरा खो जाता है
पागल सा हो जाता है
ओ मेरी जान-ए-बहर
सुमन: (जाओ जी जाओ
हम से ना ऐसी बात करो) - 2
किशोर: चलो माना …
सुमन: सुनो जी तुम …
suman: hāṇ
kiśhor: kyā?
suman: (suno jī tum
ho tum baṛe vo ho) - 2
tumsā dekhā nā hamne dīvānā koī
kiśhor: (chalo mānā
ho ham baṛe vo haiṅ) - 2
ham bure yā bhale āp hī ke to haiṅ
suman: suno jī tum …
suman: aisī bāt banāte ho
jān merī le jāte ho
ab tumse kaun laṛe
rāt ko nīṅd churāte ho
din ko khvāb dikhāte ho
ab tumse kaun laṛe
kiśhor: (dekho jī dekho
ham pe nā aisā dośh dharo) - 2
suman: suno jī tum …
kiśhor: chalo mānā …
kiśhor: sāmne jab ā jātī ho
āṇkhoṅ par chhā jātī ho
o merī jān-e-bahār
dil merā kho jātā hai
pāgal sā ho jātā hai
o merī jān-e-bahar
suman: (jāo jī jāo
ham se nā aisī bāt karo) - 2
kiśhor: chalo mānā …
suman: suno jī tum …