Sukh ke sab saathee dukh men na koee

सुख के सब साथी दुख में न कोई
Work
Year
Language

सुख के सब साथी दुखमें न कोई
मेरे राम, मेरे राम
तेरा नाम है साचा दूजा न कोई

जीवन आनी जानी छाया
झूठी माया झूठी काया
फिर काहे को सारी उमरिया
पापकी गठरी ढोई

ना कुछ तेरा ना कुछ मेरा
ये जग जोगीवाला फेरा
राजा हो या रंक सभीका
अंत एकसा होई

बाहरकी तू माटी फांके
मनके भीतर क्‌यूं न झांके
उजले तनपर मान किया और
मनकी मैल न धोई

sukh ke sab sāthī dukhmeṅ na koī
mere rām, mere rām
terā nām hai sāchā dūjā na koī

jīvan ānī jānī chhāyā
jhūṭhī māyā jhūṭhī kāyā
phir kāhe ko sārī umriyā
pāpkī gaṭhrī ḍhoī

nā kuchh terā nā kuchh merā
ye jag jogīvālā pherā
rājā ho yā raṅk sabhīkā
aṅt eksā hoī

bāharkī tū māṭī phāṅke
manke bhītar k‌yūṅ na jhāṅke
ujle tanapar mān kiyā aur
mankī mail na dhoī