Title (Indic)हँसी हँसी न रही और ख़ुशी ख़ुशी न रही WorkSipahiya Year1949 LanguageHindi Credits Role Artist Music C. Ramchandra Performer Lata Mangeshkar Writer Aarzoo Lakhnawi LyricsHindiहँसी हँसी न रही और ख़ुशी ख़ुशी न रही मैं ज़िन्दगी जिसे समझूँ वो ज़िन्दगी न रही जियूँ तो किसके लिए और मरूँ तो किसके लिए जो एक आस बँधी थी वो आस ही न रही कुछ आ के ग़म के अँधेरे ने ऐसा घेर लिया चिराग़ जलते रहे और रोशनी न रही अँधेरी रात है अब और बुझा सा दिल का दिया जो चार दिन के लिए थी वो चाँदनी न रही हँसी हँसी न रही … Englishhṇsī hṇsī na rahī aur khuśhī khuśhī na rahī maiṅ zindgī jise samjhūṇ vo zindgī na rahī jiyūṇ to kiske lie aur marūṇ to kiske lie jo ek ās bṇdhī thī vo ās hī na rahī kuchh ā ke ġham ke aṇdhere ne aisā gher liyā chirāġh jalte rahe aur rośhnī na rahī aṇdherī rāt hai ab aur bujhā sā dil kā diyā jo chār din ke lie thī vo chāṇdnī na rahī hṇsī hṇsī na rahī …