Title (Indic)दिलवालों के दिल का ... मैं आई हूँ यू. पी. बिहार लूटने WorkShool Year1999 LanguageHindi Credits Role Artist Music Shankar-Ehsaan-Loy Performer Sapna Awasthi Performer Chetan Shashilal Writer Sameer LyricsHindiपतली कमर मटका के हाय हाय हाय हाय हाय हाय नागिन सी बलखा के हाय हाय हाय हाय हाय हाय नैन से नैन लड़ा के हाय हाय हाय हाय हाय हाय धानी चुनर सरका के हाय हाय हाय हाय हाय हाय पतली कमर मटका के नागिन सी बलखाके नैन से नैन लड़ा के धानी चुनर सरका के हो हो हो हो दिलवालों के दिल का करार लूटने मैं आई हूँ यू. पी. बिहार लूटने दिलवालों के दिल का करार लूटने तू आई है यू. पी. बिहार लूटने न पैसों का खज़ाना न सोने की तिजोरी न बर्छी गड़ासा कटार लूटने हाय दिलवालों के दिल का … मेरी उम्र अभी है सत्रह चाहूं तो हिला दूं छपरा मुझको न समझना जुम्मा ना दूंगी तुझको चुम्मा कान में झुमका लगा के चाल में ठुमका लगा के गजरे का जूड़ा बना के होए होए इत्र ज़रा महका के हाय कान में झुमका लगा के ऐ हां चाल में ठुमका लगा के ऐ हां गजरे का जूड़ा बना के ऐ हां होए होए इत्र ज़रा महका के जवानी की सारी बहार लूटने मैं आई हूँ … क्या कलकत्ता क्या मुंबई मैं सबकी नज़र में जम गई पंजाब हो या हरियाणा मुश्किल मुझसे बच पाना सबका जिया तड़पा के चिंगारी भड़का के हाय मुंह में पान दबा के हाथ में मेंहदी रचा के ऐ सबका जिया तड़पा के ऐ हां चिंगारी भड़का के ऐ हां मुंह में पान दबा के ऐ हां हाथ में मेंहदी रचा के सबकी आँखों से छुप के खुमार लूटने मैं आई हूँ … Englishpatlī kamar maṭkā ke hāy hāy hāy hāy hāy hāy nāgin sī balkhā ke hāy hāy hāy hāy hāy hāy nain se nain laṛā ke hāy hāy hāy hāy hāy hāy dhānī chunar sarkā ke hāy hāy hāy hāy hāy hāy patlī kamar maṭkā ke nāgin sī balkhāke nain se nain laṛā ke dhānī chunar sarkā ke ho ho ho ho dilvāloṅ ke dil kā karār lūṭne maiṅ āī hūṇ yū. pī. bihār lūṭne dilvāloṅ ke dil kā karār lūṭne tū āī hai yū. pī. bihār lūṭne na paisoṅ kā khazānā na sone kī tijorī na barchhī gaṛāsā kaṭār lūṭne hāy dilvāloṅ ke dil kā … merī umr abhī hai satrah chāhūṅ to hilā dūṅ chhaprā mujhko na samajhnā jummā nā dūṅgī tujhko chummā kān meṅ jhumkā lagā ke chāl meṅ ṭhumkā lagā ke gajre kā jūṛā banā ke hoe hoe itr zarā mahkā ke hāy kān meṅ jhumkā lagā ke ai hāṅ chāl meṅ ṭhumkā lagā ke ai hāṅ gajre kā jūṛā banā ke ai hāṅ hoe hoe itr zarā mahkā ke javānī kī sārī bahār lūṭne maiṅ āī hūṇ … kyā kalkattā kyā muṅbaī maiṅ sabkī nazar meṅ jam gaī paṅjāb ho yā hariyāṇā muśhkil mujhse bach pānā sabkā jiyā taṛpā ke chiṅgārī bhaṛkā ke hāy muṅh meṅ pān dabā ke hāth meṅ meṅhdī rachā ke ai sabkā jiyā taṛpā ke ai hāṅ chiṅgārī bhaṛkā ke ai hāṅ muṅh meṅ pān dabā ke ai hāṅ hāth meṅ meṅhdī rachā ke sabkī āṇkhoṅ se chhup ke khumār lūṭne maiṅ āī hūṇ …