शरीफ़ों का ज़माने में ... शराफ़त छोड़ दी मैने
शरीफ़ों का ज़माने में अजी बस हाल वो देखा
कि शराफ़त छोड़ दी मैने
मुहब्बत करने वालों का यहाँ अंजाम वो देखा
कि मुहब्बत छोड़ दी मैने
छुड़ा के हाथ अपनों से चली आई मैं ग़ैरों में
पहन ली घुँघरुओँ की फिर वही ज़ंजीर पैरों में
मैं गाऊँगी मैं नाचूँगी इशारों पे सितमगारों के
बग़ावत छोड़ दी मैने
शराफ़त छोड़ दी …
न हीरा है न मोती है न चाँदी है न सोना है
नहीं क़ीमत कोई दिल की ये मिट्टी का खिलौना है
मेरी दीवानगी देखो कि कहना मान के दिल का
ये दौलत छोड़ दी मैने
शराफ़त छोड़ दी …
śharīfoṅ kā zamāne meṅ ajī bas hāl vo dekhā
ki śharāfat chhoṛ dī maine
muhabbat karne vāloṅ kā yahāṇ aṅjām vo dekhā
ki muhabbat chhoṛ dī maine
chhuṛā ke hāth apnoṅ se chalī āī maiṅ ġhairoṅ meṅ
pahan lī ghuṇghruoṇ kī phir vahī zaṅjīr pairoṅ meṅ
maiṅ gāūṇgī maiṅ nāchūṇgī iśhāroṅ pe sitamgāroṅ ke
baġhāvat chhoṛ dī maine
śharāfat chhoṛ dī …
na hīrā hai na motī hai na chāṇdī hai na sonā hai
nahīṅ qīmat koī dil kī ye miṭṭī kā khilaunā hai
merī dīvāngī dekho ki kahnā mān ke dil kā
ye daulat chhoṛ dī maine
śharāfat chhoṛ dī …