Title (Indic)शरीफ़ों का ज़माने में ... शराफ़त छोड़ दी मैने WorkSharafat Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Music Laxmikant-Pyarelal Performer Lata Mangeshkar Writer Anand Bakshi LyricsHindiशरीफ़ों का ज़माने में अजी बस हाल वो देखा कि शराफ़त छोड़ दी मैने मुहब्बत करने वालों का यहाँ अंजाम वो देखा कि मुहब्बत छोड़ दी मैने छुड़ा के हाथ अपनों से चली आई मैं ग़ैरों में पहन ली घुँघरुओँ की फिर वही ज़ंजीर पैरों में मैं गाऊँगी मैं नाचूँगी इशारों पे सितमगारों के बग़ावत छोड़ दी मैने शराफ़त छोड़ दी … न हीरा है न मोती है न चाँदी है न सोना है नहीं क़ीमत कोई दिल की ये मिट्टी का खिलौना है मेरी दीवानगी देखो कि कहना मान के दिल का ये दौलत छोड़ दी मैने शराफ़त छोड़ दी … Englishśharīfoṅ kā zamāne meṅ ajī bas hāl vo dekhā ki śharāfat chhoṛ dī maine muhabbat karne vāloṅ kā yahāṇ aṅjām vo dekhā ki muhabbat chhoṛ dī maine chhuṛā ke hāth apnoṅ se chalī āī maiṅ ġhairoṅ meṅ pahan lī ghuṇghruoṇ kī phir vahī zaṅjīr pairoṅ meṅ maiṅ gāūṇgī maiṅ nāchūṇgī iśhāroṅ pe sitamgāroṅ ke baġhāvat chhoṛ dī maine śharāfat chhoṛ dī … na hīrā hai na motī hai na chāṇdī hai na sonā hai nahīṅ qīmat koī dil kī ye miṭṭī kā khilaunā hai merī dīvāngī dekho ki kahnā mān ke dil kā ye daulat chhoṛ dī maine śharāfat chhoṛ dī …