Shaam se aaj saans bhaaree hai

शाम से आज साँस भारी है
Year
Language

शाम से आज साँस भारी है
बेकरारी है बेकरारी है

आपके बाद हर घड़ी हमने
आपके साथ ही गुज़ारी है

रात को दे दो चाँदनी की रिदा
दिन की चादर अभी उतारी है

कल का हर वाक़या तुम्हारा था
आज की दास्ताँ हमारी है

śhām se āj sāṇs bhārī hai
bekrārī hai bekrārī hai

āpke bād har ghaṛī hamne
āpke sāth hī guzārī hai

rāt ko de do chāṇdnī kī ridā
din kī chādar abhī utārī hai

kal kā har vāqyā tumhārā thā
āj kī dāstāṇ hamārī hai