Title (Indic)नाराज़ सवेरा है ... नज़दीक सवेरा है WorkSangharsh Year1999 LanguageHindi Credits Role Artist Music Jatin-Lalit Performer Kumar Sanu Writer Sameer LyricsHindiनाराज़ सवेरा है हर ओर अंधेरा है कोई किरन तो आए कहीं से आए आए नाराज़ सवेरा है ज़िंदगी तन्हाईयों का कर्ज़ है नाम है हर खुशी ढलती हुई दुख भरी शाम है साँसों के खज़ानों का ये वक़्त लुटेरा है कोई किरन तो … रात की खामोशियों में अनसुना शोर है खींचती बांधे बिना ही कौन सी ये डोर है बेजान सलाखों ने मेरी रूह को घेरा है कोई किरन तो … वो मेरे बचपन का मौसम वो ज़माना खो गया मौत के साए में रह के बेजुबां मैं हो गया ज़ख्मों की ज़मीनों पे ज़ुल्मों का बसेरा है कोई किरन तो … नज़दीक सवेरा है पल भर का अंधेरा है मेरे लिए ना अश्क़ बहाओ जाओ जाओ नज़दीक सवेरा है दे रहा मुझको सदाएं वो खुला आसमां ले रहीं मेरी बलाएं वो हसीं वादियां तुम लाओ उजालों को सपना यही मेरा है दिन हैं खुशी के गीत मिलन के गाओ गाओ Englishnārāz saverā hai har or aṅdherā hai koī kiran to āe kahīṅ se āe āe nārāz saverā hai ziṅdgī tanhāīyoṅ kā karz hai nām hai har khuśhī ḍhaltī huī dukh bharī śhām hai sāṇsoṅ ke khazānoṅ kā ye vaqt luṭerā hai koī kiran to … rāt kī khāmośhiyoṅ meṅ ansunā śhor hai khīṅchtī bāṅdhe binā hī kaun sī ye ḍor hai bejān salākhoṅ ne merī rūh ko gherā hai koī kiran to … vo mere bachapan kā mausam vo zamānā kho gayā maut ke sāe meṅ rah ke bejubāṅ maiṅ ho gayā zakhmoṅ kī zamīnoṅ pe zulmoṅ kā baserā hai koī kiran to … nazdīk saverā hai pal bhar kā aṅdherā hai mere lie nā aśhq bahāo jāo jāo nazdīk saverā hai de rahā mujhko sadāeṅ vo khulā āsmāṅ le rahīṅ merī balāeṅ vo hasīṅ vādiyāṅ tum lāo ujāloṅ ko sapnā yahī merā hai din haiṅ khuśhī ke gīt milan ke gāo gāo