Samaa hai suhaanaa suhaanaa, nashe men jahaan hai

समा है सुहाना सुहाना, नशे में जहां है
Year
Language

समा है सुहाना सुहाना, नशे में जहां है
किसीको किसीकी खबर ही कहाँ है
हर दिल में देखो मोहब्बत जवां है

कह रही है नजर, नजर से अफसाने
हो रहा है असर के जिसको दिल जाने
देखो ये दिल की अजब दास्ताँ है
नजर बोलती है, दिल बेजूबान है

हो गया है मिलन दिलों का मस्ताना
हो गया है कोई किसी का दीवाना
जहाँ दिलरुबा है, दिल भी वहाँ है
जिसे प्यार कहिये, वही दरमियाँ है

samā hai suhānā suhānā, naśhe meṅ jahāṅ hai
kisīko kisīkī khabar hī kahāṇ hai
har dil meṅ dekho mohabbat javāṅ hai

kah rahī hai najar, najar se aphsāne
ho rahā hai asar ke jisko dil jāne
dekho ye dil kī ajab dāstāṇ hai
najar boltī hai, dil bejūbān hai

ho gayā hai milan diloṅ kā mastānā
ho gayā hai koī kisī kā dīvānā
jahāṇ dilrubā hai, dil bhī vahāṇ hai
jise pyār kahiye, vahī darmiyāṇ hai