Title (Indic)दिल जब से टूट गया कैसे कहें कैसे जीते हैं WorkSalaami Year1994 LanguageHindi Credits Role Artist Music Nadeem-Shravan Performer Pankaj Udhas Performer Alka Yagnik Writer Sameer LyricsHindiदिल जब से टूट गया कैसे कहें कैसे जीते हैं कभी ज्यादा कभी कम पीते हैं जान-ए-वफ़ा जाने न तू ज़ख्मों को हम कैसे सीते हैं कैसे तेरे बिना हम जीते हैं जाम का है सहारा वरना क्या है हमारा ये दवा जो न पीते हम भला कैसे जीते देखें मुड़के जहाँ है वहाँ बेबसी बेखुदी बन गई अब मेरी ज़िंदगी साथ तेरा छूट गया कैसे कहें कैसे जीते हैं कभी ज्यादा कभी कम … तुझ पे करके भरोसा हमने खाया है धोखा पहले जो जान जाते तुझसे दिल न लगाते अपनी हर आरज़ू आँसुओं में ढली दर्द की आग में हर तमन्ना जली किसको पता किसको खबर ज़ख्मों को हम कैसे सीते हैं कभी ज्यादा कभी कम … Englishdil jab se ṭūṭ gayā kaise kaheṅ kaise jīte haiṅ kabhī jyādā kabhī kam pīte haiṅ jān-e-vafā jāne na tū zakhmoṅ ko ham kaise sīte haiṅ kaise tere binā ham jīte haiṅ jām kā hai sahārā varnā kyā hai hamārā ye davā jo na pīte ham bhalā kaise jīte dekheṅ muṛke jahāṇ hai vahāṇ bebsī bekhudī ban gaī ab merī ziṅdgī sāth terā chhūṭ gayā kaise kaheṅ kaise jīte haiṅ kabhī jyādā kabhī kam … tujh pe karke bharosā hamne khāyā hai dhokhā pahle jo jān jāte tujhse dil na lagāte apnī har ārazū āṇsuoṅ meṅ ḍhalī dard kī āg meṅ har tamannā jalī kisko patā kisko khabar zakhmoṅ ko ham kaise sīte haiṅ kabhī jyādā kabhī kam …