Sajaayaa na karo phool baalon pe

सजाया न करो फूल बालों पे
Year
Language

सजाया न करो फूल बालों पे
गिराया न करो ज़ुल्फ़ गालों पे
दिलजलों को सताना बुरी बात है
सजाया न करो …

उफ़ जवानी का ये मुस्कराता चमन
हाय ये नरम-ओ-नाज़ुक सा उजला बदन
छू के मैला न कर दे कोई जान-ए-मन
सजाया न करो …

यूँ न अंगड़ाई लो झूम कर नाज़नीं
आईने की नज़र लग ना जाए कहीं
इस क़दर हुस्न पर नाज़ अच्छा नहीं
सजाया न करो …

sajāyā na karo phūl bāloṅ pe
girāyā na karo zulf gāloṅ pe
dilajloṅ ko satānā burī bāt hai
sajāyā na karo …

uf javānī kā ye muskrātā chaman
hāy ye naram-o-nāzuk sā ujlā badan
chhū ke mailā na kar de koī jān-e-man
sajāyā na karo …

yūṇ na aṅgaṛāī lo jhūm kar nāznīṅ
āīne kī nazar lag nā jāe kahīṅ
is qadar husn par nāz achchhā nahīṅ
sajāyā na karo …