आ
सैयाँ जा जा जा रे जा
जा मैं नाहीं बोलूँ
ना मैं घुँघटा खोलूँ
सैयाँ जा जा जा रे जा
मैं दुल्हन तेरी नई नवेली
प्यार तेरे की हूँ एक सहेली
पहले मुझमें प्रान बसाये
फिर भद आने के रूप में आये
सैयाँ कैसा ये जादू कर दिया
सैयाँ जा जा जा रे जा
सैयाँ रे मोहे कंगना ला दे
अपने प्यार का रंग चढ़ा दे
अंग से अंग लगूँ जब सजना
खनकेगा मेरे प्यार का कंगना
होगी अनोखी बरखा
सैयाँ जा जा जा रे जा
ā
saiyāṇ jā jā jā re jā
jā maiṅ nāhīṅ bolūṇ
nā maiṅ ghuṇghṭā kholūṇ
saiyāṇ jā jā jā re jā
maiṅ dulhan terī naī navelī
pyār tere kī hūṇ ek sahelī
pahle mujhmeṅ prān basāye
phir bhad āne ke rūp meṅ āye
saiyāṇ kaisā ye jādū kar diyā
saiyāṇ jā jā jā re jā
saiyāṇ re mohe kaṅgnā lā de
apne pyār kā raṅg chaṛhā de
aṅg se aṅg lagūṇ jab sajnā
khankegā mere pyār kā kaṅgnā
hogī anokhī barkhā
saiyāṇ jā jā jā re jā