सावन में पड़े झूले
तुम भूल गये हमको
हम तुमको नहीं भूले
सावन का महीना है
साजन से जुदा हो कर
जीना भी क्या जीना है
अब और न तड़पाओ
या हमको बुला भेजो
या आप चले आओ
ये रक़्स सितारों का
सुन ले कभी अफ़साना
तक़दीर के मारों का
रावी का किनारा है
हर मौज के होंठों पे
अफ़साना हमारा है
sāvan meṅ paṛe jhūle
tum bhūl gaye hamko
ham tumko nahīṅ bhūle
sāvan kā mahīnā hai
sājan se judā ho kar
jīnā bhī kyā jīnā hai
ab aur na taṛpāo
yā hamko bulā bhejo
yā āp chale āo
ye raqs sitāroṅ kā
sun le kabhī afsānā
taqdīr ke māroṅ kā
rāvī kā kinārā hai
har mauj ke hoṅṭhoṅ pe
afsānā hamārā hai