Saanson men meree saanson men nashaa hai pyaar kaa

साँसों में मेरी साँसों में नशा है प्यार का
Year
Language

( साँसों में मेरी साँसों में नशा है प्यार का
का का
आँखों में मेरी आँखों में नशा है प्यार का
का ) -2
खोया-खोया ख़्वाबों में
खोया-खोया रातों में
आजा मेरी बाँहों में आ जा

साँसों में मेरी साँसों में नशा है प्यार का
आँखों में मेरी आँखों में नशा है प्यार का
खोया-खोया ख़्वाबों में
खोया-खोया रातों में
आजा मेरी बाँहों में आ जा

मुझपे मरती हो मुझको है ये पता
पता पता
चोरी-चोरी लेती हो तुम नाम मेरा
मेरा मेरा
छोड़ो ना तुम कहना मेरा मान लो
इतनी ज़िद अच्छी नहीं तुम जान लो
प्यासा-प्यासा मेरा तन
मेरे तन में है अगन
इस अगन को आ के तू बुझा
साँसों में मेरी साँसों में नशा है प्यार का
का का
आँखों में मेरी आँखों में नशा है प्यार का
का
खोया-खोया ख़्वाबों में
खोया-खोया रातों में
आजा मेरी बाँहों में आ जा
साँसों में मेरी साँसों में में में
साँसों में मेरी साँसों में
ओ ओ

पूछती हो सबसे तुम यहाँ-वहाँ
वहाँ वहाँ
पूछ लो तुम मुझ से जान-ए-जहाँ
जहाँ जहाँ
शीशे में तू देख ले चेहरा तेरा
तेरा तेरा
तेरे चेहरे पे लिखा है नाम मेरा
छोड़ भी दो ना ना ना
है मोहब्बत बोलो ना
इस राज़ को अब खोलो ना
( साँसों में मेरी साँसों में नशा है प्यार का
का का
आँखों में मेरी आँखों में नशा है प्यार का
का ) -2
खोया-खोया ख़्वाबों में
खोया-खोया रातों में
आजा मेरी बाँहों में आ जा
साँसों में मेरी साँसों में नशा है प्यार का
का का
आँखों में मेरी आँखों में नशा है प्यार का
का
खोया-खोया ख़्वाबों में
खोया-खोया रातों में
आजा मेरी बाँहों में आ जा
साँसों में मेरी साँसों में

( sāṇsoṅ meṅ merī sāṇsoṅ meṅ naśhā hai pyār kā
kā kā
āṇkhoṅ meṅ merī āṇkhoṅ meṅ naśhā hai pyār kā
kā ) -2
khoyā-khoyā khvāboṅ meṅ
khoyā-khoyā rātoṅ meṅ
ājā merī bāṇhoṅ meṅ ā jā

sāṇsoṅ meṅ merī sāṇsoṅ meṅ naśhā hai pyār kā
āṇkhoṅ meṅ merī āṇkhoṅ meṅ naśhā hai pyār kā
khoyā-khoyā khvāboṅ meṅ
khoyā-khoyā rātoṅ meṅ
ājā merī bāṇhoṅ meṅ ā jā

mujhpe martī ho mujhko hai ye patā
patā patā
chorī-chorī letī ho tum nām merā
merā merā
chhoṛo nā tum kahnā merā mān lo
itnī zid achchhī nahīṅ tum jān lo
pyāsā-pyāsā merā tan
mere tan meṅ hai agan
is agan ko ā ke tū bujhā
sāṇsoṅ meṅ merī sāṇsoṅ meṅ naśhā hai pyār kā
kā kā
āṇkhoṅ meṅ merī āṇkhoṅ meṅ naśhā hai pyār kā

khoyā-khoyā khvāboṅ meṅ
khoyā-khoyā rātoṅ meṅ
ājā merī bāṇhoṅ meṅ ā jā
sāṇsoṅ meṅ merī sāṇsoṅ meṅ meṅ meṅ
sāṇsoṅ meṅ merī sāṇsoṅ meṅ
o o

pūchhtī ho sabse tum yahāṇ-vahāṇ
vahāṇ vahāṇ
pūchh lo tum mujh se jān-e-jahāṇ
jahāṇ jahāṇ
śhīśhe meṅ tū dekh le chehrā terā
terā terā
tere chehre pe likhā hai nām merā
chhoṛ bhī do nā nā nā
hai mohabbat bolo nā
is rāz ko ab kholo nā