Ro ro beetaa jeevan saaraa

रो रो बीता जीवन सारा
Year
Language

रो रो बीता जीवन सारा
आया न मन का मीत हमारा

ख़ुशियों के सब गीत चुरा कर
प्यार क जलता दीप बुझा कर
फूँक दिया है दे के सहारा
रो रो बीत …

राह कठिन है मैं हूँ घायल
कश्ती टूटी दूर है साहिल
मैं हूँ अकेला पथ अंधियारा
रो रो बीत …

ro ro bītā jīvan sārā
āyā na man kā mīt hamārā

khuśhiyoṅ ke sab gīt churā kar
pyār ka jaltā dīp bujhā kar
phūṇk diyā hai de ke sahārā
ro ro bīt …

rāh kaṭhin hai maiṅ hūṇ ghāyal
kaśhtī ṭūṭī dūr hai sāhil
maiṅ hūṇ akelā path aṅdhiyārā
ro ro bīt …