रो दिये जब याद उनकी आ गई
क्या बताऊँ कैसे दिल तड़पा गई
वो सदा रूठे रहे मैं उनको समझाता रहा
वो सितम करते रहे मैं दिल को बहलाता रहा
ये अदा उनकी कुछ ऐसे भा गई
चल दिये वो जबसे दिल को तोड़ कर
इस भरी दुनिया में तनहा छोड़ कर
तबसे दिल पर ग़म की बदली छा गई
ro diye jab yād unkī ā gaī
kyā batāūṇ kaise dil taṛpā gaī
vo sadā rūṭhe rahe maiṅ unko samjhātā rahā
vo sitam karte rahe maiṅ dil ko bahlātā rahā
ye adā unkī kuchh aise bhā gaī
chal diye vo jabse dil ko toṛ kar
is bharī duniyā meṅ tanhā chhoṛ kar
tabse dil par ġham kī badlī chhā gaī