रंजिश ही सही दिल ही दुखाने के लिये(ग़ज़ल: ज़ग्जित्+ळत)
रंजिश ही सही दिल ही दुखाने के लिये आ - 2
आ फिर से मुझे छोड़ के जाने के लिये आ
रंजिश ही सही …
किस किस को बतायेंगे जुदाई का सबब हम - 2
रस्मों रहे दुनिया ही निभाने के लिये आ आ आ
रंजिश ही सही …
पहले …
पहले से मरासिम ना सही फिर भी कभी तो - 2
तू भी तो कभी मुझको मनाने के लिये आ
रंजिश ही सही …
तुझको …
तुझको बहुत आते हैं, ना आने के बहाने - 2
वैसे ही किसी रोज़ ना जाने के लिये आ आ आ
रंजिश ही सही दिल ही दुखाने के लिये आ
आ फिर से मुझे छोड़ के जाने के लिये आ
raṅjiśh hī sahī dil hī dukhāne ke liye ā - 2
ā phir se mujhe chhoṛ ke jāne ke liye ā
raṅjiśh hī sahī …
kis kis ko batāyeṅge judāī kā sabab ham - 2
rasmoṅ rahe duniyā hī nibhāne ke liye ā ā ā
raṅjiśh hī sahī …
pahle …
pahle se marāsim nā sahī phir bhī kabhī to - 2
tū bhī to kabhī mujhko manāne ke liye ā
raṅjiśh hī sahī …
tujhko …
tujhko bahut āte haiṅ, nā āne ke bahāne - 2
vaise hī kisī roz nā jāne ke liye ā ā ā
raṅjiśh hī sahī dil hī dukhāne ke liye ā
ā phir se mujhe chhoṛ ke jāne ke liye ā