Title (Indic)रात सुहानी चंदा चमके साजन आ WorkRajput Year1951 LanguageHindi Credits Role Artist Music Hansraj Behl Performer Suraiya Writer Verma Malik LyricsHindi( रात सुहानी चंदा चमके साजन आ बालम आ जा ओ साजन आ जा ) -2 तेरी दीवानी हो झूमीं नैनों की डोलियाँ आवो तो खिल गईं आशा की कलियाँ ले के बहारें दिल में समा जा साजन आ बालम आ जा ओ साजन आ जा रात सुहानी चंदा चमके साजन आ बालम आ जा ओ साजन आ जा मीठी-मीठी याद है तेरी ठण्डी-ठण्डी आये तो ठण्डी-ठण्डी रात मेरा जिया तड़पाये तो दिल का दर्द मिटाने आ जा साजन आ बालम आ जा ओ साजन आ जा रात सुहानी चंदा चमके साजन आ बालम आ जा ओ साजन आ जा थक गईं अंखियाँ तक-तक राहें तरस रही हैं मेरी निगाहें रात लगी है जाने आ जा साजन आ बालम आ जा ओ साजन आ जा रात सुहानी चंदा चमके साजन आ बालम आ जा ओ साजन आ जा English( rāt suhānī chaṅdā chamke sājan ā bālam ā jā o sājan ā jā ) -2 terī dīvānī ho jhūmīṅ nainoṅ kī ḍoliyāṇ āvo to khil gaīṅ āśhā kī kaliyāṇ le ke bahāreṅ dil meṅ samā jā sājan ā bālam ā jā o sājan ā jā rāt suhānī chaṅdā chamke sājan ā bālam ā jā o sājan ā jā mīṭhī-mīṭhī yād hai terī ṭhaṇḍī-ṭhaṇḍī āye to ṭhaṇḍī-ṭhaṇḍī rāt merā jiyā taṛpāye to dil kā dard miṭāne ā jā sājan ā bālam ā jā o sājan ā jā rāt suhānī chaṅdā chamke sājan ā bālam ā jā o sājan ā jā thak gaīṅ aṅkhiyāṇ tak-tak rāheṅ taras rahī haiṅ merī nigāheṅ rāt lagī hai jāne ā jā sājan ā bālam ā jā o sājan ā jā rāt suhānī chaṅdā chamke sājan ā bālam ā jā o sājan ā jā