Qasam hai tujhe mahafil kee ... peene se pilaane se

क़सम है तुझे महफ़िल की ... पीने से पिलाने से
Work
Year
Language

आ: क़सम है तुझे महफ़िल की
मैं नाचूँ तू पी
मैं नाचूँ तू
कि: हिक
बिलि बिलि बप्पा ब बप्पा -6

पीने से पिलाने से पैमाने से मयख़ाने से
बेगाने से ज़माने से तू बच बचा -2

कि: हे जवानी में कभी किस किस किस हे हे हो हो हे हे
जवानी में कभी किसी से आँख न लड़ा
आँख लड़ जाए तो भी दिल ना मिला
दिल मिल जाए भी तो शोर न मचा
मीठे-मीठे वादों पे तू सबको नचा
आ: क्‌यूँ
कि: क्‌यूँ क्‌या
यहाँ दिल भी बुरा है दिलदार भी बुरा
इकरार भी बुरा है इनकार भी बुरा -2
आ: पीने
कि: से
आ: पिलाने
कि: से
आ: पैमाने
कि: से
आ: मयख़ाने
कि: से
बेगाने से ज़माने से तू बच बचा -2
आ: बिलि बिलि बप्पा ब बप्पा -6

कि: अरे दिल दे कोई तो -3 हे हे हो हो हे
अरे दिल दे कोई तो दिल तोड़ दो बेशक़
आँख जो मिलाए आँखें फोड़ दो बेशक़ हू हू
फूल ना खिले तो टहनी मोड़ दो बेशक़
बुरी दुनिया है इसे छोड़ दो बेशक़
आ: किसलिए
कि: किसलिए क्‌या
नेक नाम भी बुरा बदनाम भी बुरा
आग़ाज़ भी बुरा है अंजाम भी बुरा -2
पीने से पिलाने से …

ā: qasam hai tujhe mahafil kī
maiṅ nāchūṇ tū pī
maiṅ nāchūṇ tū
ki: hik
bili bili bappā ba bappā -6

pīne se pilāne se paimāne se mayakhāne se
begāne se zamāne se tū bach bachā -2

ki: he javānī meṅ kabhī kis kis kis he he ho ho he he
javānī meṅ kabhī kisī se āṇkh na laṛā
āṇkh laṛ jāe to bhī dil nā milā
dil mil jāe bhī to śhor na machā
mīṭhe-mīṭhe vādoṅ pe tū sabko nachā
ā: k‌yūṇ
ki: k‌yūṇ k‌yā
yahāṇ dil bhī burā hai dildār bhī burā
ikrār bhī burā hai inkār bhī burā -2
ā: pīne
ki: se
ā: pilāne
ki: se
ā: paimāne
ki: se
ā: mayakhāne
ki: se
begāne se zamāne se tū bach bachā -2
ā: bili bili bappā ba bappā -6

ki: are dil de koī to -3 he he ho ho he
are dil de koī to dil toṛ do beśhaq
āṇkh jo milāe āṇkheṅ phoṛ do beśhaq hū hū
phūl nā khile to ṭahnī moṛ do beśhaq
burī duniyā hai ise chhoṛ do beśhaq
ā: kislie
ki: kislie k‌yā
nek nām bhī burā badnām bhī burā
āġhāz bhī burā hai aṅjām bhī burā -2
pīne se pilāne se …