ra: zarā bach ke o balie bach ke
kahīṅ patlī qamar na lachke
ṭhumak nā ruk-ruk ke
ā: sun huqm hai ye sarkārī
chhin jāegī nambardārī
nā tak mujhe jhuk-jhuk ke
ra: tere do nainoṅ ke māre dar pe māre phere
ke ājā khiṛkī meṅ
ā: zarā soch ke bāteṅ karnā bhalā āśhiq kā kyā marnā
jo mar jāe jhiṛkī meṅ
ra: zarā bach ke …
terā qad hai sarū kā būṭā gore raṅg ne tere dil ko lūṭā
merā to sārā jag bairī ho gayā
ā: khuśh rahtī jo hotī kālī gore raṅg ne musībat ḍālī
ki sārā jag bairī ho gayā
ra: zarā bach ke …
banūṇ maiṅ ik din dūlhā jale mere bhī ghar chūlhā
o rab ho to aisā ho -2
ā: juṛe dil se dil kā kāṇṭā mujhe mil jāe tujhsā bāṇkā
gazab ho to aisā ho
ra: zarā bach ke …