chāchī chāchī chāchī chāchī
laṛke ne laṛkī ko chheṛā to aisā kyā tūfān ho gayā ha hā
he he he
bujurgoṅ khuśh ho jāo ke laṛkā javān ho gayā
laṛke ne …
nazar ko uljhāne kī umar yahī hai
bahakne ṭakrāne kī umar yahī hai
śharm se khud ho jāe agar gulābī
to samjho laṛke meṅ hai koī kharābī
jaldī se vaid ko dikhlāo javān bezbān ho gayā
laṛke ne …
javānī kī duniyā hai chār dināṅ kī
ye sārī chāṇdniyā hai chār dināṅ kī
ye mausam kyā hotā hai khud se pūchho
bujurgoṅ apne bīte din to socho
laṛkī jo bigaṛ jāe muqaddar meharbān ho gayā
laṛke ne …