hāy hāy mubārak ho mubārak ho hāy laṛkā huā hai
hāy chāṇd sā lallā ghar āyā hai hāy maiṅ vārī jāūṅ
āsmāṅ se utar kar kamar ā gayā
chāṇd sā lallā māṇ tere ghar ā gayā
ab masarrat kī bājeṅgī śhahnāīyāṅ
aur phūloṅ se mahkeṅgī aṅgnāīyāṅ
terī nazroṅ kā ai jamīlā zarā jam ke hilā
terī nazroṅ kā nūr-e-nazar ā gayā
chāṇd sā lallā …
hāy tumko hamārī umar lag jāe
māṇ husn ke tere ye aksa haiṅ gahre
bāp aur beṭe ke ek jaise chehre
munne ke abbā hāy hāy tum kahāṅ the ab tak hāy hāy
chhoṛeṅge na tumko hāy hāy kuchh mile na jab tak hāy hāy
munne kī ammā hāy hāy śhauhar ko bolo hāy hāy
kuchh gāṅṭh rupyoṅ kī hāy hāy jaldī se kholo hāy hāy
munne ke abbā jī aise nā bolo hāy hāy
sab gher lo milkar hāy hāy are jeb ṭaṭolo hāy hāy
are nāch nāch ke apnā nikal gayā juice
are munne terā abbbā baṛā hī kaṅjūs
bīch vāloṅ kā ai māṭī milī zarā uchhāl
bīch vāloṅ kā dekho julūs ā gayā
chāṇd sā lallā …