प्यार भरे दो शर्मीले नैन्
( प्यार भरे दो शर्मीले नैन
जिनसे मिला मेरे दिल को चैन
कोई जाने जा
क्यूँ मुझसे शर्मायें
कैसे मुझे तड़पायें ) -2
दिल ये कहे गीत मैं तेरे गाऊँ
तू ही सुने और मैं गाता जाऊँ
तू जो रहे साथ मेरे दुनिया को ठुकराऊँ
तेरा दिल बहलाऊँ
प्यार भरे दो शर्मीले नैन
रूप तेरा कलियों को शर्माये
कैसे कोई अपने दिल को बचाये
पास है तू फिर भी जानम कौन तुझे समझाये
सावन बीता जाये
प्यार भरे दो शर्मीले नैन
डर है मुझे तुझसे बिछड़ न जाऊँ
खो के तुझे मिलने की राह न पाऊँ
ऐसा न हो जब भी तेरा नाम लबों पर लाऊँ
मैं आँसू बन जाऊँ
प्यार भरे दो शर्मीले नैन्
( pyār bhare do śharmīle nain
jinse milā mere dil ko chain
koī jāne jā
kyūṇ mujhse śharmāyeṅ
kaise mujhe taṛpāyeṅ ) -2
dil ye kahe gīt maiṅ tere gāūṇ
tū hī sune aur maiṅ gātā jāūṇ
tū jo rahe sāth mere duniyā ko ṭhukrāūṇ
terā dil bahlāūṇ
pyār bhare do śharmīle nain
rūp terā kaliyoṅ ko śharmāye
kaise koī apne dil ko bachāye
pās hai tū phir bhī jānam kaun tujhe samjhāye
sāvan bītā jāye
pyār bhare do śharmīle nain
ḍar hai mujhe tujhse bichhaṛ na jāūṇ
kho ke tujhe milne kī rāh na pāūṇ
aisā na ho jab bhī terā nām laboṅ par lāūṇ
maiṅ āṇsū ban jāūṇ
pyār bhare do śharmīle nain