Title (Indic)चाँद पूनम का खिला ... तक़दीर का शिक़वा कौन करे WorkPoonam Year1952 LanguageHindi Credits Role Artist Music Shankar Jaikishan Performer Lata Mangeshkar Writer Hasrat Jaipuri LyricsHindiचाँद पूनम का खिला मदभरी ये रात है हर सितारे का तड़पना मेरे दिल की बात है तक़दीर का शिक़वा कौन करे -2 ग़म को भी सँवारा करते हैं भगवान तुम्हारी दुनिया में रो-रो के ग़ुज़ारा करते हैं तक़दीर का शिक़वा कौन करे ग़म को भी सँवारा करते हैं भगवान तुम्हारी दुनिया में रो-रो के ग़ुज़ारा करते हैं ( अरमान हुये हैं वीराने और होश हुये हैं दीवाने ) -2 और होश हुये हैं दीवाने हम चाँद को उनके धोखे में घबरा के इशारा करते हैं भगवान तुम्हारी दुनिया में रो-रो के ग़ुज़ारा करते हैं Englishchāṇd pūnam kā khilā madabhrī ye rāt hai har sitāre kā taṛapnā mere dil kī bāt hai taqdīr kā śhiqvā kaun kare -2 ġham ko bhī sṇvārā karte haiṅ bhagvān tumhārī duniyā meṅ ro-ro ke ġhuzārā karte haiṅ taqdīr kā śhiqvā kaun kare ġham ko bhī sṇvārā karte haiṅ bhagvān tumhārī duniyā meṅ ro-ro ke ġhuzārā karte haiṅ ( armān huye haiṅ vīrāne aur hośh huye haiṅ dīvāne ) -2 aur hośh huye haiṅ dīvāne ham chāṇd ko unke dhokhe meṅ ghabrā ke iśhārā karte haiṅ bhagvān tumhārī duniyā meṅ ro-ro ke ġhuzārā karte haiṅ