Title (Indic)खामोशी थी मच गया शोर ... आया आया मेरे दिल का चोर् WorkPlatform Year1993 LanguageHindi Credits Role Artist Music Anand-Milind Performer Alka Yagnik Writer Sameer LyricsHindiखामोशी थी मच गया शोर आया आया मेरे दिल का चोर वो तुम नहीं वो तुम नहीं वो तो है कोई और खामोशी थी मच गया … मैं भला क्या करूं वो सुने न मेरी दास्तां बेरहम बेखबर है उसे क्या खबर उसपे तो मेरा न चले जान-ए-मन कोई ज़ोर खामोशी थी मच गया … मैं यहां तो कहां ढूंढती है उसी को नज़र छोड़े ना बेरुखी मेरा जान-ए-जां मेरा दर्द-ए-जिगर हुस्न की ये अदा देख न दिलरुबा न जुड़े दिल के अरमानों से चाहत की डोर खामोशी थी मच गया … Englishkhāmośhī thī mach gayā śhor āyā āyā mere dil kā chor vo tum nahīṅ vo tum nahīṅ vo to hai koī aur khāmośhī thī mach gayā … maiṅ bhalā kyā karūṅ vo sune na merī dāstāṅ beraham bekhabar hai use kyā khabar uspe to merā na chale jān-e-man koī zor khāmośhī thī mach gayā … maiṅ yahāṅ to kahāṅ ḍhūṅḍhtī hai usī ko nazar chhoṛe nā berukhī merā jān-e-jāṅ merā dard-e-jigar husn kī ye adā dekh na dilrubā na juṛe dil ke armānoṅ se chāhat kī ḍor khāmośhī thī mach gayā …