पिया पिया न लागे मोरा जिया
पिया पिया न लागे मोरा जिया
आजा चोरी चोरी ये बैंयां गोरी गोरी
तड़प उठी रे तेरे प्यार को
पिया पिया …
एक बन की कली मतवाली नगरी में आई खिलने
जंगल की मोरनी आई बागों के मोर से मिलने
मिलने हो मिलने, मोर से मिलने
हाय … अपना बना ले सैंया हो
पिया पिया …
ओ बाँके नैना वाले ओ परदेसी मतवाले
तू मुरली मुझे बना ले होंठों से हाय लगा ले
मुरली बना ले होंठों से लगा ले
हाय … अपना बना ले सैंया हो
पिया पिया …
piyā piyā na lāge morā jiyā
ājā chorī chorī ye baiṅyāṅ gorī gorī
taṛap uṭhī re tere pyār ko
piyā piyā …
ek ban kī kalī matvālī nagrī meṅ āī khilne
jaṅgal kī mornī āī bāgoṅ ke mor se milne
milne ho milne, mor se milne
hāy … apnā banā le saiṅyā ho
piyā piyā …
o bāṇke nainā vāle o pardesī matvāle
tū murlī mujhe banā le hoṅṭhoṅ se hāy lagā le
murlī banā le hoṅṭhoṅ se lagā le
hāy … apnā banā le saiṅyā ho
piyā piyā …