Piyaa aajaa saavan aayaa

पिया आजा सावन आया
Year
Language

पिया आजा सवन आया -4

मेरे मन के नगर में गूँजी
तेरी यादों की शहनाई -2
घंघोर घटा लहराई
तेरे प्यार का जलवा छाया

आजा सावान आया
पिया आजा सावन आया

मेरे मन में आग लगाएं
तेरी याद में गुम नज़ारे -2
मुझे बूँदें लगें अंगारे
मुझे सर्द हवा ने जलाया

आजा सावन आया
पिया आजा सावन आया -4

piyā ājā savan āyā -4

mere man ke nagar meṅ gūṇjī
terī yādoṅ kī śhahnāī -2
ghaṅghor ghaṭā lahrāī
tere pyār kā jalvā chhāyā

ājā sāvān āyā
piyā ājā sāvan āyā

mere man meṅ āg lagāeṅ
terī yād meṅ gum nazāre -2
mujhe būṇdeṅ lageṅ aṅgāre
mujhe sard havā ne jalāyā

ājā sāvan āyā
piyā ājā sāvan āyā -4