पी के जब शुक्र का सजदा किया मयख़ाने में
पी के जब शुक्र का सजदा किया मयख़ाने में
बेतलब आ गई मय फिर मेरे पैमाने में
ये तग़-ओ-दौ ये तलालुम ये तड़प कर गिरना
वो कहाँ शम्मा में जो आग है परवाने में
इक धड़कता हुआ दिल एक छलकता हुआ जाम
यही ले आते हैं मयनोश को मयख़ाने में
दिल-ए-बे-सब्र को बे-वक़्त क़फ़स की सूझी
हुये दो चार ही दिन होंगे बहार आने में
pī ke jab śhukra kā sajdā kiyā mayakhāne meṅ
betalab ā gaī may phir mere paimāne meṅ
ye taġh-o-dau ye talālum ye taṛap kar girnā
vo kahāṇ śhammā meṅ jo āg hai parvāne meṅ
ik dhaṛaktā huā dil ek chhalaktā huā jām
yahī le āte haiṅ maynośh ko mayakhāne meṅ
dil-e-be-sabr ko be-vaqt qafas kī sūjhī
huye do chār hī din hoṅge bahār āne meṅ