duniyā ko pyāre phūl aur sitāre
mujhko balam kā nām balam tujhe merā salām
salām tujhe ho salām tujhe merā salām /-2
lākhoṅ meṅ ek tum lākhoṅ se pyāre
dil kī tamannā nazar ke sahāre
nazar jhuk jāye qadam ruk jāye
jo le de koī terā nām
balam tujhe /thrīdots
maiṅ tujhko mānūṇ duniyā nā māne
qurbān tumpar sau sau zamāne
jo tū mil jāye to dil khil jāye
zamāne se kyā mujhko kām
balam tujhe /thrīdots